Help & Support


Join the forum, it's quick and easy

Help & Support
Help & Support
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Ghazal of the time

2 posters

Go down

Ghazal of the time Empty Ghazal of the time

Post by Dekh Magar Pyar Say Tue Sep 29, 2009 10:08 am

apne ikhlaas ki qeemat nahi maangi us se
hum ne badle main muhabbat nahi maangi us se
bin bataye hi bhari bazm se chal nikle hum
jane kia soch k rukhsat nahi maangi us se
us qurbat ki tamanna hi karen ab kiunker
humko jab k thi zaroorat, nahi maangi us se
mere khush hone se hote hain kayi or bhi khush
so khushi apni hi babet nahi mangi us se
wo ager bhool ker raazi hai chalo younhi sahi
hum ne to ye bhi sahoolat nahi maangi us se
ab wo chahe to bare shouq se le jaaye sukoon
hum ne is baar zamanat nahi maangi us se
gham ne barwaqt farahum kia samaan e khayal
aik lamhe ki bhi muhlat nahi maangi us se
Dekh Magar Pyar Say
Dekh Magar Pyar Say
Spammer
Spammer

Posts : 28
Age : 37
Location : GujarKhan

Back to top Go down

Ghazal of the time Empty Re: Ghazal of the time

Post by KHANZZzzz Tue Sep 29, 2009 8:29 pm

Dekh Magar Pyar Say wrote:apne ikhlaas ki qeemat nahi maangi us se
hum ne badle main muhabbat nahi maangi us se
bin bataye hi bhari bazm se chal nikle hum
jane kia soch k rukhsat nahi maangi us se
us qurbat ki tamanna hi karen ab kiunker
humko jab k thi zaroorat, nahi maangi us se
mere khush hone se hote hain kayi or bhi khush
so khushi apni hi babet nahi mangi us se
wo ager bhool ker raazi hai chalo younhi sahi
hum ne to ye bhi sahoolat nahi maangi us se
ab wo chahe to bare shouq se le jaaye sukoon
hum ne is baar zamanat nahi maangi us se
gham ne barwaqt farahum kia samaan e khayal
aik lamhe ki bhi muhlat nahi maangi us se

Wah JEE WAH

Ghazal of the time 885326
KHANZZzzz
KHANZZzzz
Admin

Posts : 65
Age : 32
Location : Unknown

Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum